20131030

आँखों के पीछे

उन सादा सी गहरी आँखों के पीछे
कुछ यादों की नज्में पुरानी हैं
कुछेक टीस देते अश्यार हैं
कभी लय में थे सुर जिंदगी के
और बहता था एक निर्झर ख़ुशी का

वक्त ने करवट बदली
आज वहां एक दरिया है
सारी आवाजें
सभी धुनें
सब खामोश हैं
दरिया बहता है
और
जिंदगी चलती है

purani pratima

Purane samay me ek ganv me ek admi rhta tha
Uske ghar k baahar ek bahot hi purani badi si murti giri si pdi rhti thi
Kbi kisi ne uski or dhyan ni  dia tha

Ek din ek nagar ka bashinda udhar se gujra
Usne us admi se pucha kya tum ise bechoge
Gnav wala bola
Kon us bhaddi murti ko kharidega
Shahar wale ne us se woh murti 1rupye me kharid li

Kuchh wqt beeta
Ganv wale ko kisi kaam se shahar jana hua
Usne ek dukan k samne bheed dekhi
Paas gya to paaya  k ek admi jor se pukarte logo ko bula rha tha

Sansaar me sbse adbhut kala ki tasveer paashan pratima dekho
Bs 2 rupye me

Usne 2 rupye diye or bheetr gya
Wahaan wohi murti rkhi thi
Jise usne 1 rupye me bech dia tha

sundarta

Bahut din huye
Kisi nadi k kinare sundrta aur  kurupta mile
Dono ne apne vastra utar snan prarambh kia
Kurupta ne jldi snan kia
Aur sundrta k vastra pehne
Chali gyi
Sundrta ne majburn kurupta k vastra dhare

Tb se dunia kurupta ko sundrta
Aur sundrta ko kurupta smjhte aa rhe hen
Pr kuchek hen
Jo un badle vastro me bhi sundrta ko pehchaan hi lete hen

do seepiyan

Samandr ki gahrai me
Do seepiyan rhti thi
Ek dfa ek ne dusri se kaha
Mere pet me bdi peeda ho rhi h
Koi bhari si chiz h waha

Dusri ne kaha
Shukr h me aisi  peeda se mukt hu

Usi wqt ek kekda
Jo udhar se ja rha tha
Bola
Tum bhali changi  jarur ho
Pr tumhari pdosan jo peeda sah rhi h janti ho wo kya h

Woh h ek sundar
Asadharan
Moti

ek boond matra

Bahut puraani baat h
Do log mile sagar kinare

Ek ne kaha
Jb jwaar tha tb mene apni chhdi se ret pr ek pkti likhi
Aaj bhi log use padhne ko ruk jaate hen or khayaal rakhte hen k mit na jaae

Dusre ne kaha
Mene bhi kuch likha tha jb saagar utaar pr tha
Lehro ne use mita dia

Pehle ne kaha
Mene likha tha
Soahamsmi
Tumne kya likha tha

Dusra bola
Mene likha tha
Me saagar ki ek boond maatra hu

साँस चलती है

जब तक जलता है
उम्मीद का सूरज
जिन्दगी चलती है
साँस चलती है

जीने का हुनर

बरसों तलक की माथा पच्ची
किताबों के साथ हमने
किसी सफे में जिन्दगी जीने का हुनर लिखा हो
नही देखा हमने

समझौता

जिंदगी जीते है सभी
इक उम्मीद क सहारे

और
किये जाते है समझौता
उमर तमाम होने तक